Friday, January 27, 2012

MARATAB E MASOOMEEN A.S.W

AYAT ULLAH HUL UZMA, REHBAR E MUAZZAM, IMAM E BARHAQ MOLA IMAM ALI NAQI A.S.W NE MASOOMEEN A.S.W K MARATAB BYAN KRTEY HUE FARMAYA:-
HUM (MUHAMMAD S.A.W.W WA AAL E MUHAMMAD A.S.W) ALLAH K TMAM ISMON K MALIK HAIN. HUM ALLAH K TMAM RAAZON SE AASHNA HAIN AUR ALLAH K TMAM RAAZON K MALIK HAIN. HUM ALLAH KA HISSA HAIN. HAMAREY DARJAAT ITNE BULAND HAIN JITNE ALLAH K DARJAAT BULAND HAIN. ALLAH NE APNE RASOOL S.A.W.W AUR US KI AAL KO APNI TMAM TR TAQATON SE NAWAZA HAI AUR AB HUM ALLAH KI TAMAM TR QUWATON K MALIK HAIN.HUM ALLAH KA ZAHIRI WAJOOD HAIN HUM HI ALLAH KA BATIN HAIN. HUM ALLAH KI IZAT HAIN, HUM HI ALLAH KI SHAAN HAIN. HUM ALLAH SE JUDA NAHI, HUM ALLAH KA BUNYADI HISSA HAIN. HUM KO ALLAH SE JUDA TASUWAR KRNE WALA MUNKAR E MAQAM E KHUDAWANDI HAI. HUM ALLAH KI TMAM TR MARZIYON K MALIK HAIN. HM MASHEEAT E ILAHI HAIN. HAMARI RAZA ALLAH KI RAZA HAI. AUR HAMARA HUKAM HI ALLAH KA HUKAM HAI. HAMARI SATAESH HI ALLAH KI SATAESH HAI. JITNA ALLAH KI IBAADAT KRNA ZARURI HAI ITNI HI HAMARI IBAADAT KRNA ZARURI HAI. JITNA ALLAH KA ZIKAR KRNA ZARURU HAI UTNA HI HAMARA ZIKAR KRNA ZARURU HAI. Q K ALLAH KA WAJOOD HUM SE HAI. HUM SE ALAG KOI ALLAH WAJOOD NAHI RAKHTA. ALLAH HAMARE SABAB SE HAI.HUM ALLAH KO MANWANE AUR JAHAN SE ROSHNAAS KRWANE WALE HAIN.

REFERANCE:-
ALOOM E IMAMIA, PAGE 39, TABA MASHHAD
MAULAF:- AAGHA HUSSAIN SARSHOORI

0 Comments:

Post a Comment



 
Design by Free WordPress Themes | Bloggerized by Lasantha - Premium Blogger Themes | Affiliate Network Reviews